Masail

Tabacco Raw Materials Ka Business Karna Kaisa Hai. Kya Ye Jayez Hai.

ANSWER Jaayez Hai. Magar Main Ne Suna Hai Ke Maharashtra Me Is Pe Paabandi Hai. To Aisi Jagah Is Ke Kaar O Baar Se Bache Jahan Pe Hukoomat Ki Taraf Se Paabandi Hai. Aisi Jagah Ye Kaar O Baar Karna Goya Apne Aap Ko Zillat O Ruswaai Pe Pesh Karna Hai. Ke Pakde Jaane Par Izzat Ko Bhi Khatra Hai Aur Maal Ko Bhi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button