Masail

Talaq Ki Kitne Qisme Hai?

Jawab: t
Hadan t
Ahasan t
Bidai Jis Tohar (Mahine ke paaki ke din) me wati (mubasharat) a ki ho, usme ek talaq e Rajai de Aur chore rahe yaha tak ki iddat gujar jaaye. Yah Ahasan Hai. Aur Gair moutuh ko talaq di, Agarche haiz ke dino me di ho, ya moutuh (jisse wati yaani mubasharat kar liya ho) ko 3 tohar me 3 Talaq e di bashart ki a un toharo me wati (mubasharat) ki ho, a haiz me ya 3 mahine me 3 Talaq e Us Aurat ko di jise haiz ahi aata. Maslan abaalig, ya hamal waali hai, ya Ayaas (wah umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ jab se haiz, yaani maahwaaari aana band ho jaati hai) ki umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ko pahunch gayi to yah sab surate Talaq Hadan ki Hai. Hamal waali, ya Seene Ayaas waali ko wati (mubasharat) ke baad Talaq dene me karaahat ahi. Yoon hi agar usko umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ 9 saal se kam ki ho, to karaahat ahi aur 9 baras ya jyaada ki umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ hai. Magar abhi haiz ahi aaya hai, to afzal yah hai ki wati (mubasharat) wa talaq me ek mahine ka faasla ho. Bidai yah ki Ek Tohar me 2 ya 3 Talaq dede, 3 dafa me, ya 2 dafa, ya 1 hi Dafa. Khwaah 3 baar lafz kahe, ya yoon kah diya ki Tujhe 3 Talaq e, ya 1 hi talaq di. Magar us Tohar me wati (mubasharat) kar chuka hai. Ya Moutuh ko haiz me talaq di, ya tohar hi me talaq di, magar usse pahle jo haiz aaya tha usme wati (mubasharat) ki ya us haiz me talaq di thi, ya yah sab baatein ahi, magar Tohar me talaq e baain di. Durre Mukhtar Bahar-e-sahari’at 4th Hissa safa 09 n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button