Masail

Uske wajah se aapko pareshaani ya taklif hai. n(Meri murad Muslamano ki hi baat hai gair ki nahi) nTo mufti sahab, to kya aisa kehna durust hai? nJara tafseel se batayenga. n

Agar Rooh Kisi Musalman Muttaqi parhezgar ki hai to wo pareshan ahi karegi. Aur kisi Gair Muslim, ya gunahgaar ki rooh, to khud Azab me giraftar hogi. To uske aane ka sawal ahi. Haan ye ho sakta hai ke jinnati asaraat ho. Wa-Allahu Ta’ala A’lam Sawal 2 Jo baat hai wo muslaman ki hi hai aur unki maut kuwe me khudkusi karne se hui thi. Hamare dada ki pehli aurat ki baat hai. To koi rasta bataye Hazrat? nme sab ki tafseel bayan ki gayi hai. Kisika khudkushi karna haraam hai aur wo mustahiq e azab hai. Lehaza uski rooh ka aana Aur Pareshan karna Sahi ahi. Haan is bahaane kisi jinnat ki shararat ho sakti hai . Sawal 3 Koi rasta hai? nGhar ke rehne wale amazo ki pabandi karein aur rozana quran e majeed se kuch tilawat karein. Sote waqt ayat al kursi aur chaaro qul padh kar damm kar liya karein. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button