Aqaid

Wahabi Devbandi Ke Peeche Namaz Padhna Kaisa Hai ?

Jawab: Wahabi Devbandi Ke Aqeede Kufri Hai. Maslan Unn Logo Ka Aqeeda Ye Hai Ki Jaisa Ilm Huzur Sallallahu Alaihi Wa Sallam Ko Haasil Hai. Aisa Ilm Toh Baccho, Paagalo Aur Jaanwaro Ko Bhi Haasil Hai. Jaise Ki Unka Peshwa Molvi Ashraf Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Thanwi Ne Apni Kitaab Hifzul Imaan Me Safa No:8 Par Huzur Sallallahu Alaihi Wa Sallam Ke Liye Kul Ilm e Gaib Ka Inkaar Karte Huwe Sirf Baaz Ilm e Gaib Ke Bare Me Yun Likha Hai Ki ?Isme Huzur Ki Kya Takhsee Hai Aisa Ilm Toh Zaid Wa Umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Balki Har Sab (Baccho) Maznoon Balki Jameea Haiwanaat Wa Bahayam Key Liye Bhi Haasil Hai? Ma?azAllah Rabbil Aalameen. Iss Tarah Unke Peshwaon Ki Kitaabon Me Bahuth Se Kufri Aqeede Hai. Jinhe Woh Haq Maante Hai. Isliye Unke Peeche Namaz Padhna Najaayez Wa Gunah Hai. Agar Kisi Ne Galti Se Padhli Ho, Toh Phir Se Padhe. Agar Dubaara Nahi Padhega Toh Gunahgaar Hoga. Bahar e Shariat

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button