Aqaid

Wahabiyon Ka Aqeedah Kafir Ko Kafir Na Kaho Ye Kahena Kaisa?

Jawab: Ye To Quran E Karim Ki Taalim Ke Khilaaf Hai. Quran To Kaheta Hai ” ” Sarkar ? Ko Hukm Hua Aur Ye Hukm Janasaheen E Mufti E Azam E Hind Huzoor Tajushshariah Alaihir rahmah war Rizwan Sarkar ? Hi Ko Nahi Hai. Balke Sarkar ? Ki Ummat Ko Bhi Hai. ” ” To Quran Ne Jo Hai Kafir Ko Kafir Kahene Ka Hukm Diya Aur Uske Liye Ye Bahana Ke Ho Sakta Hai Ki Musalmaan Ho Jaaye. To Lazim Ye Aata Hai Ke Musalman Ko Musalman Na Kaho Ke Ye Ho Sakta Hai Kafir Ho Jaaye. Jo Jaisa Hai Usko Waisa Kaha Jaayega. Janasaheen E Mufti E Azam E Hind Huzoor Tajushshariah Alaihir rahmah war Rizwan

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button