Aqaid
Ye Khwaja gareeb Nawaz ki chatti kya hoti hai.
Jawab: Yaani Islami maheene ki 6 tareekh. 6 rajab Hadrat khwaja gareeb awaz ka yaum e wisal hai. Lehaza is isbat se har maheene ki 6 ko apki janib isbat karte hue khwaja ki chati kaha jata hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—