Masail
Zaid apne bete ke saas se nikah kar sakta hai, ya nahi?
Samdhan aur samdhi ek dosre ke liye gair mahram hote hai, ya ahi? Jawab: Samdhi Samdhan Apas me Gair Mahram hain aur Samdhan Agar Mutallaqa, ya bewa ho. To usse ikah bhi ho sakta hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—