Masail

Zaid Hai Jo Match Betting Satte Ka Karobar Karta Hai Aur Kisi Acche Kaam Main Paisa Lagana Chahta Hai.

To Kya Wo Laga Sakta Hai. Ya Wo Kisise Karza Lekar De Sakta Hai. Aur Woh Karz Kaise Ada Kare. Ya Heela Ko Koi Jayez Tarika Hai. ANSWER Zaid Haraam Kaam Karta Hai Aur Us Par Heela Bhi Talash Karta Hai? n. Zaid Par Tauba Lazim Hai Aur Wo Apne Tamam Haraam Kaamo Ko Khatam Kare. Aur Khas Wo Paise Jo Juwe Me Kamaaye Gaye Hain Uska Kisi Nek Kaam Me Dena Jayez Nahi. Wo Bank Me Jama Karde Aur Bank Se Paise Nikal Karde. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button