Masail
4 Rakat Wali Farz Namaz Me Tisri Rakat Me Surah Fatiha Ke Baad Bhool Kar Surah Mila Di To Kya Karna Hoga?
Jawab: Is Mein Harj Nahin. Magar Imam Ke Liye Ye Bihtar Nahin. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—