Masail
5 Waqt Ki Har Namaz Ki Har Rakat Mein Surah Se Pehle Bismillah Sharif Padhna Kaisa Hai.
Jab Ke Akele Padh Raha Ho Namaz? Jawab: Surah E Fatiha Se Pahle Bismillah Padhna Sunnat Hai. Aur Baqiyah Har Soorat Ke Shuru Mein Mustahsan Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—