Masail

Jumma Ki Namaz Me Jab Dusri Azan Hoti Hai Aur Imam Shahab Mimbar E Rasool Par Khutba Dene Bethte Hai.

Tab Azan Me Jab Huzoor ﷺ Ka Naam Aata Hai. Us Waqt Angutha Chumna Kyu Mana Hai? Aur Agar Imam/Khatib Khud Hi Huzoor ﷺ Ke Naam E Pak Par Anghuta Chume To Durust Hai? Jawab: Jumuah Ke Liye Jaise Hi Khateeb Mimbar Par Jaaye Logo Ko Khamosh Rehna Aur Har Kaam Se Ruk Jana Chahiye. Lehaza Us Waqt Azan Ka Jawab Bhi Dil Hi Me De. Durust Hai Khateeb Ye Amal Kar Sakta Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button