Masail
To mera tha. Kya Shafai Imam ke peeche hum Hanafi namaz ada kar sakte hain? n
Agar imam Ahnaaf ke Mutabiq Namaz ke sharaait o arkaan ka lehaz kare, to uske peeche Namaz durust hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—