Masail
Masjid Ke Imam Sahab Namaz Ke Waqt Jamat Shuru Hone Ke End Waqt Pe Aate Hai
Or Jamat Shuru Hone Ke Waqt Sunnat Padhte Hai. To Kya Hukm Hoga Unpar. ANSWER Imam Ko Waqt Ki Pabandi Chahiye Taake Awam Waqt E Muqarrara Par Jamaat Ke Sath Namaz Ada Kar Sake Aur Apne Kaam Kaaj Me Lag Sake. Haan Kabhi Kabhaar Kisi Wajah Se Takheer Ho To Is Par Awam Ko Ehteraaz Nahi Karna Chahiye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—