Masail
Kasam Ka Kaffara Kya Hota Hai?
Jawab: Kasam Ka Kaffara. 1 Gulam Azaad Karna. Ya 10 Miskeen Ko Dono Time Khana Khilaana. Ya 10 Miskeen Ko Kapda Dena. Aur Agar In Teeno Mein Kisi Ki Qudrat Nahin. Ya?ni Maal Nahin Hai, To 3 Roze Lagataar Rakhna. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—