Masail
Allah Ki Siwa Kisi Ki Kasam Khana Kufr Hai?
Jawab: Gair E Khuda Ko Khuda Ya Khuda Ka Shareek Samajh Kar Uski Kasam Khana Kufr Hai. Aur Agar Khuda Ya Khuda Ka Shareek Na Samjhe To Uski Kasam Khana Kufr Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—