Masail
Imam Agar Basarat Ya Sama?at Se Mehroom Ho. Ya Imam Ki Zaban Mein Luknat Ho To Uski Iqtida Mein Namaz Ka Kya Hukm Hai?
ANSWER Basaarat O Samaat Se Mahroomi Ki Wajah Se Namaz Mein Karahat Nahin. Albattah Luknat Ki Wajah Se Qiraat Sahih Na Kar Paata Ho To Usko Imam Na Banaya Jaaye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—