Masail
Maine Suna Hai Ki Jis Imam Ne 3 Jumma Mic Se Namaz Pada Di Us Imam Ke Piche Namaz Padna Nahi Chahiye? Kya Ye Sahi Baat Hai?
Jawab: Ye Baat Sahih Nahin. Agar Imam Sharait E Imamat Ka Jaame Hai, To Uske Peechhe Namaz Mein Kuchh Harj Nahin. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—