Masail
Agar Ek Imam Ke Wazu Ke Farz Me Se Ek Barabar Ada Na Ho,To Kya Hukum Hai.
ANSWER Agar Waaqai Wuzu Ke Faraaiz Me Se Ek Farz Ada Na Hua. To Wuzu Na Hua Aur Jab Wuzu Na Hua To Namaz Bhi Na Hui. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—