Masail
Koi imam sahab ko dekha jata hai ki asar aur Isha ki sunnatein padhe bagar jamat padha dete hai.
Had baar aisa Karna imam ke liye sahi hain? Jawab: Awwal yeh kaise pata ke wo Asr ki sunnat ahi padhte. Fir bhi unke piche amaz ho jayegi. Magar sunnat e gair e muakkidah ke tark par mudawamat a karni chahiye. Hadees e Paak hai n”Tohmat ki jagah se bhi bacho”. Imam ko Bhi Chahiye ke Khwah ma Khwah Yu Sunnatein a Chhore ke Awaam me us se Mutalliq Badgumaani paida ho. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—