Masail

Hazrat Zahid kehta hai ke vo Kisi Aqabir Alim se Suna hai Ke Agar kisi shaqs ne Ek Baar bhi zindagi me Chehra Banaya ho

Yani Clean Shave kiya ho aur Ab vo succhi tauba kar li Daadi bhi rakhhli. Ab agar vo Kahi imamat karna chahe to kya vo Imamat kar sakta hai ya ahi. Kya uske piche amaz ho sakti hai ya ahi. Jawab: Agar waaqai us shaks e Daarhi Chilwane ya hadd e shara se kam karne se tauba kar li hai aur logo ko uski tauba par yaqeen bhi ho gaya hai aur usme Tamam Sharaait e imamat paayi jati hain to wo imam ban sakta hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button