Masail
Zaid ke paas ek chhota sa ghar hai or abhi 3-4 mahine pehle unhone auto rickshaw kharida qarz par
Ab kamate hain or uska bhi payment bharte hain or apna bhi ghar chalate hain. To kya unko zakat fitra de sakte hain. Jawab: Agar waaqai unke paas hajat e asliya ke ilawa itna maal, ya sona, chandi, paise ahi jiski qeemat 52.5 tola chandi ko pahoch jaaye. To unhe zakat o fitra diya ja sakta hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—