Masail
Hazrat LIC Pe Zakat Kaise Nikalenge?
Jo Rakam iss Saal Bhare Hai, Yaa Jo Rakam Abhi Tak Bhar Chuke Hai Usper ? Rehnumaye farmaye. Jawab:: Jitni Bhi Raqam Ab Tak usme Jama ho Chuki Hai, sab Ki Zakat Nikali Jayegi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—