1) Ek alim e deen hai jo masjid ke imam bhi hai unho ne apne dadhi ko kali ki hai
Kya aise imam ke piche amaz hongi. Agar ahi hongi to kaab taak ahi hongi aur kya unhe ailaniya tauba bhi karna honga. 2) Agar muktadi ko pata hai ke imam e kuch aisa kaam kiya hai jiske kaaran uski amaz imam ke piche ahi hogi. Ab jamaat se padhna bhi wajib hai, To ab muktadi kya kare Tanha amaz padhe ya phir usi imam ke piche padhe ? Jawab: Kaala khizaab baalo me lagana Aam Momino ke liye Haraam hai aur Khizab lagane waala fasiq e Molin hai uske peeche Namaz makrooh e tahrimi wajibul iaadah hai. Agar wo elaaniya taubah karle uske baad bhi uske peeche Namaz us waqt tak a parhi jaaye jab tak uski taubah par yaqeen a ho jaaye. Agar koi fasiq imam ho, to uske peeche Namaz a parhi jaaye. Balke uske ilawa koi imam a mile to apni tanha parh le. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—