Masail
Kya koi mard jiska pair kharab ho namaz ke Arkaan na ada hote ho
Sajde ke waqt pair ki ungliyon ka qible ki taraf a hona, iqamat ke waqt ek pair upar doosra pair rakhna. Kya woh banda imamat kar sakta hai? Jawab: Agar waaqai Uzr ki wajah se wo Sajde me paao zameen par sahi tarah ahi laga paata. To uske peeche Sabki Namaz ho jaayegi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—