Masail
Agar Koi Shakhs Aalim e Deen Mufti Ko Ya Molvi Ko Jahil Kahe To Uspar Kya Huqam Lagega ?
Jawab: Koi Waaqai Aalim e Deen Hai aur Sahi Masail Bayan Karne Par Use Jahil Kaha Jaaye. To Agar Ye Zaati Dushmani Ki Wajah Se Hai to Gunaah Aur Agar Uske Ilm e Deen Ki Wajah Se Aisa Kahe to Haraam. Balke Kufr Bhi ho Sakta Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—