Masail
Kya koi nabalig azan de sakta hain.
Agar de sakta hai, to kya takbeer koi aur de sakta hai. Jawab: Na balig baccha agar samajh wala hai to uski azan sahi ho jaayegi. Magar Chahiye ke Baalig mard azan de. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—