Masail
Kya Qaza Namazo Ki Rakatein Bhi Khali Aur Bari, Yaani Bagair Surah Aur Surah Ke Sath Padhi Jaati Hai ?
Jawab: Haan, Jo Rakatein Ada Mein Surah Ke Sath Padhi Jaati Hai. Woh Qaza Mein Bhi Surat Ke Sath Padhi Jaati Hai Aur Jo Rakatein Ada Mein Bagair Surah Ke Padhi Jaati Hai. Woh Qaza Mein Bhi Bagair Surah Ke Padhi Jaati Hai.
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—