Masail

Hum Tamam Baade Shahro Me Jate Hai. Lagbhag 90% Sunni Mic Ka Istemal Karte Hai.

Balki Kaliyar Haridwar Me Koi Aisi Masjid Hi Nahi Hai Ke Jaha Bina Mic Ke Namaz Hoti Ho. Ham Sari Namaz Bina Jamat Ke Padte Hai. Jumme Ki Mic Ke Sath Jamat Se Hi Padni Padti Hai. Kya Kare Juma Chor Kar Zohar Padhe. ANSWER Pahli Saff Mein Ya Aisi Jagah Namaz Padhein Ke Imam Ki Asl Awaaz Wahan Aati Ho Aur Imam Ki Asl Awaaz Pe Ruku O Sajda Wagairah Arkaan Ada Karein. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button