Masail
Agar Namaz Mein Ayat e Sajda Padhi Toh Kya Hukm Hai ?
Jawab: Agar Namaz Mein Ayat e Sajda Padhi, Toh Fauran Sajda Kar Lena Wajib Hai. Teen Aayat Se Zyaada Ki Takheer Karega Toh Gunaahgar Hoga. Aur Agar Fauran Namaz Ka Sajda Kar Liya, Yaani Ayat e Sajda Ke Baad Teen Aayat Se Zyaada Na Padha Aur Ruku Karke Sajda Kar Liya. Toh Agarche Sajda E Tilawat Ki Niyat Na Ho Sajda Ada Ho Jayega. Bahar e Shari’at
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—