Masail
Kya Azaan Kehne Wala Hi Iqamat Kahe Dusra Na Kahe?
Jawab: Haan, Azaan Kehne Wala Hi Iqamat Kahe. Uski Ijazat Ke Bagair Dusra Na Kahe. Agar Bagair Ijazat Dusre Ne Kahi, Aur Azaan Dene Waale Ko Nagawaar Ho, Toh Makrooh Hai!
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—