Masail
Aageh Ghar Me Jaga Ki Qillat Ho To Kya Namaz Bed Par Padh Sakte Hai.Fazr Ki Namaz?
ANSWER Agar Bed Aisa Ho Ke Sajde Me Peshani Achhi Tarah Jamm Jaye,To Bed Par Namaz Padhne Me Harj Nahi. Aur Agar Peshani Na Jame To Namaz Nahi Hogi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—