Masail
Aaj Kal Jitne Bhi Chehre Ke Bimariyon Ke Creams Aur Cold Creams Hai. Aise 95% Creams Me Kuch Na Kuch Alcohol Maujud Hota Hai. Toh Aise Creams Ko Kya Koi Mard Laga sakhta Hai?
ANSWER Mard O Aurat Kisi Ke Liye Ijazat Nahin. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—