Masail
Aaj kal jo bazaar me farm ki chicken aati hai, suna hai ke usey injection se mota karte hain
Aur wo injection khinzeer ke ajza se bana hota hai. Agar yeh claim sahi hai toh kya chicken khana haraam hai. Jawab Agar wo chicken hi hai to uska khana halal hai. Haan agar muzir ajza usme Daale jaate hain to bachna behtar hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—