Wazifa
Aankhon mein achanak jhala jaise lagta hai aur kuch bhi dekhne par saaf nahi dikhai deta.
Koi wazifa batayein aankhon ke liye. Jawab: Surma lagaya karein aur har farz amaz ke baad (Ayatal kursi) parh kar, shahdaat ki dono ungliyo pe damm karke ungliyaan dono ankhon mein phere. n
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi