Masail
Agar Bachcho Ki Eidi ki Jama Raqam La-ilmi Ki Wajah Se Agar Koi Walidain Kharch Kar Chuke Ho
To Kya Unke Liye Huqm Hoga? Ya Kya Woh Bachcho Ke Ya Allah Ke Gunahgar Rahenge? Jawab: Agar Waalidain Ne Na Baalig Bachche Ke Maal Ko Uske Ilawa Par kharch Kar Diya Hai. To Utni Raqam Ada Karna Un Par Wajib Hoga. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—