Masail
Agar Kisi Ke Hath Se Quran Shareef Zameen Par Aajaye (Gir Jaye) To Uska Kaffara Kya Hai?
ANSWER Koi Musalman Jaan Bhuj Kar Aisa Bura Kaam Na Karega. Agar Anjaane Me Uske Hath Se Gir Gaya To Tauba-O-Istegfaar Kare. Us Par Koi Kaffara Nahi. Agar Chahiye To Kuch Sadqa Karde. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—