Masail
Agar ghusl kar rahe ho aur pani khatam hogaya.
To agar bazu ke bathroom se pani liya. Jiski wajah se jism sookh jata ho bucket ke bharne tak. To kya dobara se aaza ko dhona hoga. Rahnumai farmaye Jawab: Jin A’za par pani 3 baar beh chuka, to sunnat ada ho gayi. Agarche! sookh gaya ho, dobara pani uspar daalne ki zarurat ahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—