Masail
Agar Ham Ghar Se Bahar Ho Aur Istinja Karna Hoto. Hamare Pass Pani Ya Koi Dhela Naho To Us Surat Main Akhbaar (Newspaper) Ya Tissue Paper Se Istinja Karna Kaisa Hai
Rahnumayi Farmaye. Hazrat Aur Is Surat Main Hamara Jism Paak Rahega Ya Nahi? Jawab: Kaagaz Se Istinja Ki Ijazat Nahin. Magar Koi Kare To Paaki Haasil Ho Jayegi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—