Wazifa
Agar Kisi Ko Kam Sunayi Deta Ho. Uske Liye Koi Wazifa Ya Amal Inayat Farmayein.
Jawab: Zaytoon Ka Tel Par 7 Daffa Surah Al Fatihah Parh Lain. Awwalo Aakhir 11 Martaba Durood Shareef. Rozaana Parh Kar Kuch Qatre Kaan Ke Peeche Maalish Kar Lain. n
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi