Masail
Agar Koi Admi Gair Muslim Ke Mandir Me Jaa Ke Wahan un Logo Ke Sath Unki Jaisa Hi Kare To Un Par Kya Hukm Hoga
Aur Bahot Log Gair Muslimo Ko Raji Karne Ke Liye Jay Mataji Aisa Bolte Hai. To Shariat Ka Kya Hukam Hai. Jawab: Aisa Karne Waale Islam se Kharij Hai. Un Par Sachche Dil se Tauba Tajdeed e Iman Lazim Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—