Masail
Agar Koi Bahut Mazoor Hai Baith Ke Namaz Padh Rahe Hai.
Aur Jhuk Nahi Sakte Sajda Ke Liye. To kya takiye Par Sajda Kar Sakte Hai? Jawab: Agar Waaqai wo Zameen Par Sajda Nahi Kar Sakte, To Ishare Se Ruku Sajda Karein, Takiya Par Sar Rakhna Sahi Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—