Masail

Agar koi bewa aurat (widow) apni ladki ki shadi ki dawat zakat ke paiso se karti hain to us daawat me khane wale logo pe kya ye dawat me khana jayez rahega.

Jawaab: Agar wo bewa Mustahiqq e zakaat hai to use zakaat lena jaayez aur us raqm se daawat karni bhi jaayez aur logo ka daawat khana bhi bila shubah jaayez hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button