Masail

Agar Koyi Insan Quran E Paak Ki Qasam Khaye Aur Kahe Ki Main Yah Kaam Nahi Kurunga

Aur Phir Wahi Kaam Phir Se Kare To Aise Shakhs Ke Liye Kya Hukm Hai. Shari?At Ka Aur Kasam Todne Par Koyi Kaffara Dena Hoga? Jawab: Qasam Todne Ka Kaffara De. Yaani 10 Miskeeno Ko Dono Waqt Khana Khilaye, Ya Kapre Pehnaye, Ya 10 Miskeeno Ko Sadqa E Fitr Ki Miqdar Raqm De De. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button