Masail
Agar masjid ghar se dhur hai tu kya ghar me namaz padh sakte hai? Ghar me jamat matlab? Akela jamat hojayegi?
Jawab: Agar Ilaaqe me Masjid ahi, To Ghar me Namaz parhi ja sakti hai. Behtar hai ke ghar me hi Ba-Jamaat Namaz ada karein. Ghar ke kisi fard ke sath. Jab ke imamat ke laayeq ho, warna tan’ha parhe. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—