Masail
Agar Peer Jhoot Bole Aur Mureed Ko Hi Dante. To Mureed Ko Kya Karna Chahiye?
ANSWER Agar Peer Alal I?elaan Jhoot Bolta Hai To Woh Faasiq Hai Aur Faasiq Peer Se Mureed Hona Jaayez Nahi. Lihaza Kisi Dosre Jaame Sharaat Peer Se Mureed Ho. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—