Masail
Agar Qada E Aakhira Me Hum Shamil Hue Aur Imam Saheb Ne Sajda e Sahw Kiya
To Uss Waqt Humein Kya Karna Hai, Ya Sajda e Sahw ya Baqiya Namaz Ke Liye Khade Ho Jaana Hai? Jawab: Mazkoora Surat Me Imam Ke Sath Sajda e Sahw Karein. Phir Jab Imam Salam Phere To Khade Ho Kar Baqiya Rekaatein Puri Karein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—