Masail
Agar raat me Janabat ki ho or subha roza rakhna ho. To ghusl kab kar lena chahiye.
Roze se pahle ya ba’ad me kise bhi waqt or kya agar ghusl kiye bagair sehri kha le or so gaye uth kar ghusl liya. To kya is tarha roza Hojaye ga ya ahi. Jawab: Behtar hai ke roze se pehle hi ghusl karle. Magar baad me bhi kiya to roza ho jaayega. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—