Masail
Agar Shafi Masjid ki Asar ki azan ka jawab diya aur uske baad Hanafi masjid k azan ka jawab na de paya toh wajib ada ho jayega ya nahi?
ANSWER Behtar ye hai ke har azan ka jawab diya jaaye aur agar kisi azan ka jawab a de saka to ziyadah der a hui ho to ab de le. Magar jawab a dene mein gunaah ahin. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—