Masail

Agar Shehwat Tari Ho Or Sirf Mazi Hi Nikal Rahi Ho Or Kapde Par Bond Bond Kahi Jagah Lag Gayi.

Sirf Mazi Hi Kharij Hui, Tab Ghusl Farz Hai Ya Nahi. Kya Mazi Paak Hai Or Mazi Lagne Se Kapde Bhi Paak Hai Ya Napaak ? Jawab: Is Soorat Mein Ghusl Farz Nahin. Magar Mazi Napaak Hai Kapde O Badan Ke Jitne Hisse Pe Lagi Utna Hissa Napaak Ho Gaya. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button