Masail
Agar sukha kutta (dry dog) kapdo me touch ho jaye. Ya chaat (lick) le. To kya aadmi napaak ho jayega?
Jawab: Agar kutte ka jism sookha hai. To uske jism se kapda touch hone par kapda apaak a hoga. Haan! agar chaat le to kapde, ya jism ka wo hissa apaak hoga. Jis jagah uska thook laga hai, kyu ke kutte ka thook aur paseena apaak hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—